Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Tumne Hamein Lyrics | Ankush Bhardwaj Lyrics - Ankush Bhardwaj

Collection Ankush Bhardwaj

Tumne Hamein Lyrics | Ankush Bhardwaj Lyrics

 LyricsForest   182


Tumne Hamein Lyrics | Ankush Bhardwaj lyrics (Primary language)
Tumne Hamein Lyrics | Ankush Bhardwaj lyrics in English

Mohabbat mein tumhari

Har shart mujhe mazoor hai

Par ye manzoor nahi

Ke tu mujhse door hai

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

 

Ae saathiya sun

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

 

Har mod par jahan thi khushiya

Yaad aate hai wo din kitne

Jaane kahan kin raahon par

Yoon faasle badh gaye itne

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

 

Ae saathiya sun

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

 

Socha na tha aisa hoga par

Kyun ho gaya aisa bantwara

Tumse ummedein thi kitni

Tumse hi to jagg tha saara

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

 

Ae saathiya sun

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

 

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda